Koi zad-e-Rah na tha
Koi Humsafar na tha.
Wooh jo meyrey sath tha
Usee ki mujhey talash thee
Meen dhoonta phir reha tha manzileen
Or manziloon ko meyree talash thee.
Her moor per, Her ik aglee manzil ki terraf
meen chal deyta, meen ruk jaata
magar manzil mujhee na millee
wooh jo meyrey sath tha
wooh meyra humsafar
wooh jiski mujhey talash thee
wooh bhi khamosh thaaa
meen tanha thaa
mujhey useee ki to talash thee
usee kay duawaray kai bar loota
usse ki gali say kai bar guzraa
meen dhoondta phir reha tha us ka patta
mager woohi to meyrey sath thaa.
Koi Humsafar na tha.
Wooh jo meyrey sath tha
Usee ki mujhey talash thee
Meen dhoonta phir reha tha manzileen
Or manziloon ko meyree talash thee.
Her moor per, Her ik aglee manzil ki terraf
meen chal deyta, meen ruk jaata
magar manzil mujhee na millee
wooh jo meyrey sath tha
wooh meyra humsafar
wooh jiski mujhey talash thee
wooh bhi khamosh thaaa
meen tanha thaa
mujhey useee ki to talash thee
usee kay duawaray kai bar loota
usse ki gali say kai bar guzraa
meen dhoondta phir reha tha us ka patta
mager woohi to meyrey sath thaa.
Comments
Post a Comment